ये फल एक सप्ताह में ही आपका वजन बढ़ा देगा, Weigt Gainer Diet
Weigt Gainer Diet In Hindi
Shaukat Hayati
---
Healthy hona kaun nahi chahta, agar health achhi ho to insan smart aur khubsurat dikhta hai. Duble patle logo ko aam taur se beemar samjha jata hai.
Aaj ke is post me ek aisa tareeka batane ja raha hu jiske istemal se aap ek month me hi apna weight 10kg tak badha sakte hain. Iske liye Apko bus bataye gaye tareeke se banana ka istemal karna hai.
👉 5 Power Drinks For Men
👉 Perfect Dressing Tips
Banana ke istemal ka jo tareeka mai banane ja raha hu wo bhi bahut aasan hai.
Morning me
Subah me 300g milk me 3 kele ko achhi tarah se mix karke milk shake bana le aur us banana milkshake ko pi le, uske baad hi nashta kare. Isse apko din bhar ke liye calories mil jayegi aur apko kamzori mahsoos nhi hogi.
Dopahar me
Dopahar me khana khane ke baad 3 kela khaye, isse apki body me fat bhi badhega sath me body ko protein aur fiber bhi milta rahega. Khana khane ke bad kela khane se pet me khana bhi aasani se digest hone lagega. Isse jo kuch bhi ap ne khaya tha wo badan me lagega aur apka health achha hone lagega.
Night me
Raat ka khana yani dinner hamesha sone se 2 ghante pahle kha lena chahiye. Khana ke 10 minute baad 2 kele kha le, phir dekhe ek hafte ke andar hi apka health banna shuru ho jayega. Aur kuch dino baad hi apke dusre janne wale apko dekh kar waah waah karne lagenge.
👉 Latest Menhdi Designs
Dhyan rahe kabhi bhi raat ke khana ke baad fauran nahi sona chahiye, kyonki isse acidity ki problem ho sakti hai.
Pani (water)
Aksar log khane me koi bhi sweet dish lena pasand karte hain. Ye health ke liye achha bhi hai, lekin sweet dish khane ke chakkar me wr pani peena bhul jate hain jo ki bilkul galat hai. kyonki aisa karne se hamari body me pani ki kami hone lagti hai. Jiski wajah khana sahi se digest nahi ho pata hai.
Isliye agar aap chahte hai khana sahi se digest ho aur health bane to jitna ho sake pani peene ki aadat dale.
👉 VIDEO, Most Beautiful Women In The World
Last words
Dosto ummid hai kele ke istemal se weight gain ka ye aasan tareeka apko pasand aya hoga. Is post ko zyada zyada share kare taki apki wajah se doisre log bhi isse fayeda utha sake.
Health Gainer Diet In Hindi 🍌🍌
Ajkal waise bhi kamzori ki problem badhti ja rahi hai, bahut saare log kamzori aur kam weight ki wajah se pareshan hain, aksar log to apna weight badhane ke liye medicines ka istemal karte hai lekin unse ya to koi fayeda nahi hota aur agar hota bhi hai to tabhi tak jab tak we dawa le rahe hote hai. Medicine chhodte hi we phir se kamzor aur duble patle ho jate hain.Aaj ke is post me ek aisa tareeka batane ja raha hu jiske istemal se aap ek month me hi apna weight 10kg tak badha sakte hain. Iske liye Apko bus bataye gaye tareeke se banana ka istemal karna hai.
👉 5 Power Drinks For Men
Ek week me weigt gain karne ka tareeka 🍌🍌
Banana yani kela ek aisa fruit hai jo har mausam me aur har jagah bahut aasani se mil jata hai, aur ye sasta bhi hota hai. Sath me ye tasty bhi hota hai aur iske istemal se kayi tarah ki bimariya bhi khatm ho jati hai.👉 Perfect Dressing Tips